Free SMS
» Mobilink SMS
» Ufone SMS
» Telenor SMS
» Warid SMS
» Insta SMS
» Paktel SMS

Submit SMS Message

SMS Messages
» Anniversary SMS
» Birthday SMS
» Christmas SMS
» Cool SMS
» Dreams SMS
» Eid Mubarak SMS
» Flirt SMS
» Friendship SMS
» Funny SMS
» Getwell Soon SMS
» Good Luck SMS
» Good Morning SMS
» Good Night SMS
» Independence SMS
» Islamic SMS
» Love SMS
» Missing You SMS
» Mothers Day SMS
» New Year SMS
» Urdu SMS
Home - SMS Messages - Dreams SMS

Dreams SMS
Pages: 1  2  3  4  5  6  7  8  9  10  11  12  13  14  15  16  17  18 19  20  21  22  23  24  25  26 
27  28  29  30 

Submitted by: ~* jaisa bhi *~0306 6351912./.0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com /.>0306 6351912./.0459 701077) on May 07, 2008
Rating: 0 out of 5

~* jaisa bhi hoon acha bura apnay liay hoon
mein khud ko nahin dekhta auron ki nazar say*~M.IrfaN KhaN .

Submitted by: Mujhko udaas dekh ker./.0306 6351912./.0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com /.>0306 6351912./.0459 701077) on May 07, 2008
Rating: 5 out of 5

Mujhko udaas dekh ker, Zamany nay yeh sawaal kiya, woh kaun
hai zalim , jisnay tera ye haal kia, Maine kaha woh mohabbat hai, jo meri unke saath hai, Woh nikli bewafa zalim, bus itni si baat hai

Submitted by: zid thi ~*~0306 6351912/0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com /.>0306 6351912./.0459 701077) on May 07, 2008
Rating: 0 out of 5

chand ko zamin par lane ki zid thi hamen unhe apana banane ki zid thi jis par lakhon ghar barabad hue, hamen bhi vo rah apnane ki zid thi achha hua ki vo bewafa ho gae, varna unhe pane ke lie is zamane ko jalane ki zid thi
~*M.IrfaN KhaN *~

Submitted by: Ek alag pehchan ./.0459 701077./.0306 6351912 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com /.>0306 6351912./.0459 701077) on May 06, 2008
Rating: 5 out of 5

Ek alag pehchan banane ki adat hai hamen zakhm jitna gehra ho utna muskurane ki adat hai hamen sab kuchh loota dete hai pyar me kyunki pyar nibhane ki adat hai hamen

Submitted by: kabhi udaas mosam ./.0459 701077./.0306 6351912 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com /.>0306 6351912./.0459 701077) on May 06, 2008
Rating: 0 out of 5

kabhi udaas mosam hain kabhi milnay chalay aao dukhon main hum to gumsum hain kabhi milnay chalay aao tumharay baad kasay roainga is dil ki nagri main sabhi charagh madham hain kabhi milnay chalay aao tumharay paas to hongi zamanay bher ki sab khushian ha

Submitted by: Baras rahe the aansoon ./.0306 6351912./.0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com /.>0306 6351912./.0459 701077) on May 06, 2008
Rating: 0 out of 5

Baras rahe the aansoon har ek abr se, nikal rahi thi aah har ek dhadkan se, simat gayi thi saanse seene me jab.. Jahan sub-kuchh khatm thaa, Ummeed wahan tumne thi jagaayee... Be-intehaan na-ittefaakkiyon kaa aalam thaa, Zehan ajeeb see kush-makush me tha

Submitted by: Mujhe Dilse Nekal ./.0306 6351912./.0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com /.>0306 6351912./.0459 701077) on May 06, 2008
Rating: 0 out of 5

Mujhe Dilse Nekal Dene Wale Mere Marne Ka Dhuk Na Karna Hum Tho Khud Hii Aasoon Bha Lange Apne Lash Ko Jalta Dekh Kar Phool Patho Se Judaa Hai Kushboo Se Nahi Tum Mujh Se Judaa Ho Meri Dilse Nahi. Hume Koyii Gham Nahi Tha Aashqi Se Pehle... Na Kissi Se Du

Submitted by: Rukhsat Howa To Baat .//.0306 6351912./.0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com /.>0306 6351912./.0459 701077) on May 06, 2008
Rating: 0 out of 5

Rukhsat Howa To Baat Meri Maan Ker Gaya Jo Uss Ke Paas Tha Wo Mujhe Daan Ker Gaya Dilchasp Waqiya Hai Ke Kal Ek Aziz Dost..... Apney Mufadat Par Mujhey, Qurbaan Ker Gaya Mein Baat Baat Par Kehta Tha Jisko Jaan Woh SHAKS Akhir Mujh Ko " BE JAAN "

Submitted by: Taraste they jo milne ./.0306 6351912./.0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com /.>0306 6351912./.0459 701077) on May 06, 2008
Rating: 0 out of 5

Taraste they jo milne ko humse kabhi, Aaj woh kyun mere saaye se katrate hain. Hum bhi wahi hain, dil bhi wahi hai, Na jane kyu log badal jate hain

Submitted by: Aaj bhi shehar ./.0306 6351912./.0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com /.>0306 6351912./.0459 701077) on May 06, 2008
Rating: 0 out of 5

Aaj bhi shehar mein pagal dil ko Teri deed ki Aas rahi Mudat ki Gumsum tanhai Aaj bhi merey paas rahi Aaj bhi sham Udas rahi !!!

Submitted by: Woh kuch sunta ./.0306 6351912./.0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com /.>0306 6351912./.0459 701077) on May 06, 2008
Rating: 5 out of 5

Woh kuch sunta to mein kehta,Mujhe kuch Aur kehna tha Woh pal bhar ko jo ruk jata,Mujhe kuch Aur kehna tha Ghalat fehmi ne bat ko barha dala younhi warna Ussey kuch aur kehna tha,Mujhe kuch aur kehna tha

Submitted by: Muskuraye toh kaise?//0306 6351912./.0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com /.>0306 6351912./.0459 701077) on May 05, 2008
Rating: 5 out of 5

Muskuraye toh kaise?

Suraj ki kiran chupaye toh kaise
Phoolon ki mahek churaye toh kaise
na aaye aap ka paigam agar
toh aap hi bataye hum muskuraye toh kaise?

Submitted by: ~* gam ki shaam *~0306 6351912./.0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com /.>0306 6351912./.0459 701077) on May 05, 2008
Rating: 0 out of 5

~* gam ki shaam *~

ishq ko bohat badnaam likha
waqt ko hum ne gulam likha
reth par tera naam likh kar
apni mohabbat ka anjam likha
naino mein ek deep jala kar
is ko chiraag be naam likha
is nazam ko maine apni
anwah gam ki sha

Submitted by: JazBe./.0306 6351912./. 0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com /.>0306 6351912./.0459 701077) on May 05, 2008
Rating: 0 out of 5

Jazbe sache the jo mil gaye hum dono
Duniya laakh aayi darmiyaan dewaar ban ke
Zor koi Dil per apna ab chalta nahi hai
Pyaar main tere reh gaye be ikhteyaar ban ke

Submitted by: Teri./.1./.0306 6351912./.0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com /.>0306 6351912./.0459 701077) on May 05, 2008
Rating: 0 out of 5

Baatein teri uttarti hain Dil main Qaraar ban ke
Pyaar tera barasta hai mujh par phuwaar ban ke
Duniya sitam kare mujh par parwaah nahi mujhe
Pyaar tera rehta hai mere gird hisaar ban ke


Pages: 1  2  3  4  5  6  7  8  9  10  11  12  13  14  15  16  17  18 19  20  21  22  23  24  25  26 
27  28  29  30 

SMS2PK.com is not affiliated in any way with Mobilink, UFone, Insta, Paktel, Warid or Telenor.
Division of Avonix.com - Website by Zahid