zindagii se yuN nibhaanaa dosto
zindagii se yuN nibhaanaa dosto 
gham bhi hoN tou muskuraanaa dosto 
chhaaNv detaa hai bilaa tafriiq jo 
vo shajar banke dikhaanaa dosto 
kaamyaabii sabr ke us paar hai 
is taraf maath doob jaanaa dosto 
jo kisii ke dard ko kamtar kare <

 May 20th, 2007
 May 20th, 2007      
 
