suna ho ga bohat tum ne

June 10th, 2009     Dreams SMS

suna ho ga bohat tum ne
kahin aankhoon ki rimjhim ka
kahin palkoon ki shabnam ka
parha ho ga bohat tum ne
kahin lehjai ki barish ka
kahin saghar k ashkoon ka
magar tum ne kabhi hamdam
kahin dekha kahin parkha
kisi tahreer k aansoo<

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Be Sociable, Share!
Submitted by: ADEEL AHMAD (0321-4221447) (adeelahmad121@yahoo.com)