Har shaks apna shajra bataney laga mujhe

January 14th, 2010     Cool SMS

Har shaks apna shajra bataney laga mujhe

Pocha tha main ney sahib-e-kirdaar kon hai

Main ney tou os ko maazi ka kissa bana diya

Lekin ye mujh mein os ka taraf-dar kon hai.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Be Sociable, Share!
Submitted by: Aarfeen mughal 0321 75 58 733 (aarfeen.mughal@gmail.com)