karega yaad ek din wo is doosti k zamane ko

February 2nd, 2010     Urdu SMS

karega yaad ek din wo is doosti k zamane ko
chale jaaenge jab hum wapis na aane ko
karega mehfil me jab zikr hamara koi
to wo tanhai dhoondhe ga aansoo bahane ko

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Be Sociable, Share!
Submitted by: faisal sardar (faisal sardar (0314 200 5254))