Poetry

September 15th, 2010     Cool SMS

Kata kar par parinda apni uran se bhi gaya.. Zamin ka woh na raha aur asman se bhi gaya… Tabah kar gaee mujh ko khawish mairee pakey makan kee ….. aur main thera ke apney gaoen ke kachey makan se bhi gaya…. Kia mila tujey parae ag main kood kar Waqas….. Usey tu bacha na saka aur apni jaan se bhi gaya…

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 7.2/10 (5 votes cast)
Poetry, 7.2 out of 10 based on 5 ratings
Be Sociable, Share!
Submitted by: +92-343-5700072