Tumhari Yaad Aati Hay

March 29th, 2011     Missing You SMS

Tumhari Yaad Aati Hay
Andheri Raat Ko Jab Aasmaan Per
Tajaliyaan Hurf -e- Mohabbat Naqsh Karti Hain
Kese Nakaam Saa\\’at Jab
Hamara DIL Shikasta Hoslay Ka Nouha Gaata Hay
Naii Hijrat Hamari Zindagi Ki
Taaza Majboriyon Kay Aangan Main
Siya Kheema Lagati Hay
Tumhari Yaad Aati Hay —!

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 5.0/10 (22 votes cast)
Tumhari Yaad Aati Hay, 5.0 out of 10 based on 22 ratings
Be Sociable, Share!
Submitted by: Kiran ( 0300-8403531)