peyar

March 1st, 2012     Love SMS

woh peyar youn krta hai sanbhalne nahi deta..

phir dukh k samundar main ubbharne nahi deta..

uski jafa bhi mashroot ha wafa k saath..

woh dard to deta hai magar rone nahi deta..]

karta hai waar marham ko khanjar pe laga ker..

woh zakham to deta hai magar marne nahi deta..

jo torta hai dil to ansoo bhi bhata hai..

barbaad to kerta hai magr ujardne nahi deta..

mahboob mila hai ham ko ajeeb se

MOHSIN

woh aag to lagata hai magar jalne nahi deta..

Aamir 0346 8444641

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 8.8/10 (25 votes cast)
peyar, 8.8 out of 10 based on 25 ratings
Be Sociable, Share!
Submitted by: Aamir