Shaikh kartee to hai masjid mein Khuda ko sajade

Us ke sajadon mein asar ho yeh zaruri to nahi 
Sab ki nazron mein ho saaqi yeh zaruri hai magar 
Sab peh saaki ki nazar ho yeh zaruri to nahi