Submitted by:
Tanzeel Shaikh (0313 7336692) on July 06, 2008
Na kabhi yeh chupaya ki pyar kitna hai, Na kabhi yeh jataya ki dard kitna hai... Bas ek hame aur us Khuda ko malum hai, Ki aapse mulaqat ka intezar kitna hai
|
Submitted by:
Tanzeel Shaikh (0313 7336692) on July 06, 2008
na miley kisi ka saath humko yaad karna, tanhai jo sataye to hum se baat karna, khusiyan batane ko tum daost hazaar rakhna, ghum batana ho to tum humko yaad rakhna.
|
Submitted by:
Tanzeel Shaikh (0313 7336692) on July 06, 2008
Manzil Door aur Safar bohat hai, Chotay se is dil ki fikar bohat hai, Maar dalti yeh dunya kab ki hamein, Par shayad kisi ki duaon mein asar bohat hai
|
|