Tumhare faisalon main kitni sachaii hai
 Tumhare faisalon main kitni sachaii hai 
Suna hai duniya kahin aur ab basai hai 
Sitam jis lamhe socha ke tumhe bhol gaii 
Unhi lamhon tumhari yaad buhat ayi hai 
Kaha nahi tha ke tum chor chale jao ge 
Meri halaat say bari gehri shanasai
 May 14th, 2008     
 