Dreams SMS

Chiraghon ki roshni jab zara hili,

March 29th, 2008     Dreams SMS

Chiraghon ki roshni jab zara hili,
Laga tumhari ek aahat si mili,
Jaake dekha jab dar pe,
To phir wahi kafir hawa mili..

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal.

March 29th, 2008     Dreams SMS

Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal.
Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai.
Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya.
Mein khushnasib hun mujhe Intezar mila hai.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai.

March 29th, 2008     Dreams SMS

Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai.
Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila Hai.
Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se.
Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Missed call to ek bahana hai,

March 29th, 2008     Dreams SMS

Missed call to ek bahana hai,
Irada to aapka ek lamha churana he,
Aap chahe humse baat karo ya na karo,
Aap ki yadon mein humara ana jana hai.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Haseeno ka kafila masjid ki aur ja raha tha, hamne

March 29th, 2008     Dreams SMS

Haseeno ka kafila masjid ki aur ja raha tha, hamne bula liya.
Hum toh barbad ho chuke the sanam khuda ko barbad hone se bacha liya.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

kisi ko chahne ka aur kisi se chahe jane ka

March 28th, 2008     Dreams SMS

kisi ko chahne ka aur kisi se chahe jane ka
jo hai ehsaas tum usko bhulado phir chale jana
bus ek hansi se apne ashkon ko chupane ka
jo fun aata hai tum ko, wo shikhado phir chale jana

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Wo lamhe humein yaad na rahe toh kya hoga tere si

March 28th, 2008     Dreams SMS

Wo lamhe humein yaad na rahe toh kya hoga tere siva kuch bhi aabaad na rahe toh kya hoga aisi hai yeh dil ki majbooriyaan kaise batau inn saanson mein ab tera naam na rahe toh kya hoga

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Duao ki bheed mein ek dua hamari jis mein maangi h

March 28th, 2008     Dreams SMS

Duao ki bheed mein ek dua hamari jis mein maangi hai humne har khushi tumhari jab bhi aap muskuraaye dil se samjho dua kabool hui hamari……M.IrfaN KhaN

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Woh dil kya jo milne ki dua na kare, Tujhe bhool k

March 28th, 2008     Dreams SMS

Woh dil kya jo milne ki dua na kare, Tujhe bhool kar jiyun khuda na kare, Rahegi teri yaari meri zindagi bhar ki, Yeh baat aur hai ke Zindagi WAFA NA kare.( M.IrfaN )

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Jab kabhi fursat ke lamhoon mein uss ne mujhe yaad

March 28th, 2008     Dreams SMS

Jab kabhi fursat ke lamhoon mein uss ne mujhe yaad kia ho ga…

Guzri saatoon ki qasam uski aankhoon mein ansuoon ka selaab baha ho ga….

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Page 71 of 83« First...102030...6970717273...80...Last »