Love SMS
'.Ek Din Kantay Ney Phool Sey Poocha Key &quo
'.Ek Din Kantay Ney Phool Sey Poocha Key "Aey Phool!"
Mujhey Tumhari Mohabbat Sey Kya Haasil Howa?
Mujhey Dekhtay Hi Har Koi Apney Tevar Badal Leta Hai Shayad
Is Liye Key Main Unhain Zakhmi Kar Deta Hoon
or Duniya Tum Par Ma
A cute love story !!!
A cute love story !!!
'boy-kai main payera hon? Gril-nahi boy-kai tum mere sath rehna chahte ho Gril-nahi boy-tum or Ge ager main chor doon? Gril-nailarky ko ye sun kar bohat dukh hua.ur wo rony laga larki us k qareeb gae ur kaha tm pyer nhe ho l
Feelings are many but words are few,
Feelings are many but words are few,
clouds are dark but sky is blue;
Love is a paper, life is glue,
every thing is false, only My Love is TRUE.
Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare,
Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare,
Kare to qayamat tak judaa na kare.
Ye maana ki koi marta nahi judaai mein,
Lekin jee bhi to nahi paata tanhaai mein!
It breaks your heart, to see the one you love is h
It breaks your heart, to see the one you love is happy with someone else………
but..
its more painful to know that the one you love is unhappy with you……..(03334583018)
Yeh Bhi Aadab Hamare Hai, Tumhain Kya Malum
Yeh Bhi Aadab Hamare Hai, Tumhain Kya Malum
Hum Tumhain Jeet Ke Harey Hain, Tumhain Kya Malum
Ek Tum Ho Ke Samajhte Nahi Hum Ko Apna
Ek Hum Hain Ke Tumhare Hain, Tumhain Kya Maalum.(03334583018)
Mere Honton ke mehaktay hue naghmo par na ja
Mere Honton ke mehaktay hue naghmo par na ja
Mere seenay main kaye aur bhi ghum paltay hain
Mere chehray par dikhaway ka tabassum hai magar
Meri aankhon main udaasi kay diye jalte hain
Kamzoor badbaan hay, hawa taiz kia karain
Kamzoor badbaan hay, hawa taiz kia karain
Aa apni kashtiyon ko supurd-e-khuda karain !
apni tabahiyon main hi jub apna haath ho
phir dhushmano k waastay kiya bad-dua karain
Shaki-e-namurad ko tarsaya umer bhar
Ham say chahta tha k hum (
Guzar gaee raat aankhon aankhon main
Ho gaee mulaqaat aankhon aankhon main
Sadiyoun say piyaasi thee mohabbat
Ho gaee bersaat aankhon aankhon main
Mil na saka tha dil kabhi dil say
Ho gaee mulaqaat aankhon aankhon main
Ahad-e
Jab seena gham se bojhl ho aur yaad kisi ki aati h
Jab seena gham se bojhl ho aur yaad kisi ki aati ho,
Tab kamre mein band ho jana aur chupke chupke ro lena,
Jab aankhein bhaari ho jaayen aur yaad mein meri bhar aayen,
Phir khud ko dhoka mat dena,aur chupke chupke ro lena,(03334583018)
April 10th, 2010