Missing You SMS
Mujhe kisi ko dukha dena nahi ata…Mujhe kisi dos
Mujhe kisi ko dukha dena nahi ata…Mujhe kisi dost ko apna "RAQEEB" bana na nahi ata…Mujhe wafa ka dawa karna nahi ata…jab woh ate hai RAQEEB se mil kar…Mujhe un ki Tarha chehra badal na nahi ata.
na hansi kabhi he aye
na hansi kabhi he aye
na kabhi ro bhi sakay
ansoo sub hen bethay
kisi k intazar main.
na baadal aya na ye barsat barsi
ne mot hi he aati na ye zindgi ha kat ti.
tanha thay tujh se pehlay tanha hen teray baad.
na kabhi kisi ne samjha
na kabhi kisi ne samjha
na kabhi kisi na jana
na kisi ne hath thama
na kisi ne hum ko pehchana
tanha thay tujh se pehlay
tanha hen teray baad
na guzarti hen ratain
na ket tay hen din
na hansi kabhi he aye
na kabhi ro bhi saka
April 7th, 2010