Urdu SMS
Tera Muskurate hoye aana Hum ko acha laga
Wo Tera Sharam se guzar jana acha laga
Door se Dekhna wo Tera Pass aa ker
Nazrain Jhukana acha laga
Wo jo Barson se Tere Seene mai Qaid hai
Aankhon se batana acha laga
Tera jate w
Agr ho sakey tu kro khud mai kashish paida,
Hr kisi ko hasrat se dekha nhi krte.
Hr shaks nhi hota hr shaks k Qabil,
Hr shaks ko apne liye socha nhi krte!!!!!!!
apni aanku meh aansu laya na karo,
apne dil ki baat kisi ko bataya na karo
log muthi meh namak liye pirtheh hain,
apne zakhm kisiko dikaya na karo
May 6th, 2010