Is tarah sataya hai pareshaan kiya hai

May 22nd, 2008     Urdu SMS

Is tarah sataya hai pareshaan kiya hai
goya k muhabbat nahi ehasaan kiya hai
socha tha k tum dosaron jaise nahi hoge
tum ne bhi wahi kam meri jan kiya hai
mushkil tha bohut mere liye tark-e-taalluq
ye kam bhi tum ne mera asaan kiya hai

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Be Sociable, Share!
Submitted by: Makki Shad(0344-4570810) (shad_moody1986@yahoo.com)