kabhi aansu chupa chupa ke roye

October 22nd, 2008     Love SMS

kabhi aansu chupa chupa ke roye
kabhi daastan-e-gham suna suna ke roye
raat kati hai intzar-e-yaar main
hum raat bhar taaron ko jaga jaga ke roye
phir wo na aaye raat ka wada kar ke
hum tamam raat shama jala jala k roye

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Be Sociable, Share!
Submitted by: WAQAS (ON_LOOKERS@YAHOO.COM)