Ikraar kar gaya kabhi inkaar kar gaya

November 20th, 2008     Cool SMS

Ikraar kar gaya kabhi inkaar kar gaya
har baar ik azaab se dochar kar gaya
rasta badal badal ke bhi dekha magar woh shaks
dil mei utar kar sari hadein paar kar gaya.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Be Sociable, Share!
Submitted by: Irfan mughal 0321 7558733 from lahore (Irfan_mughal_scorpio@yahoo.com)