ya Rab gham-e-hijraan mei itna tu kiya hota

February 22nd, 2009     Dreams SMS

ya Rab gham-e-hijraan mei itna tu kiya hota
jo hath jigar pey hai woh dast-e-dua hota

ik ishq ka gham Aafat, aur us pey ye dil Aafat
ya gham na diya hota, ya dil na diya hota.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Be Sociable, Share!
Submitted by: Irfan mughal (Irfan_mughal_scorpio@yahoo.com)