shair kehna hai magr us mei gila likhna nahi

March 6th, 2009     Cool SMS

shair kehna hai magr us mei gila likhna nahi

aur ye bhi tay hai tujh ko bewafa likhna nahi

ye tu likhna, kis ki Aankhon ne dikhaya tha hume

phir kahan tak ley gaya wo raasta likhna nahi.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Be Sociable, Share!
Submitted by: Irfan mughal 0321 7558733 (Irfan_mughal_scorpio@yahoo.com)