Naam likhty hain tera aur mita dety hain, un is di

September 27th, 2009     Love SMS

Naam likhty hain tera aur mita dety hain,
un is dil ko muhabat ki saza dety hain,
umar bhar jin ko kabi pyaar na karna aya,
aaj wo log humen dars-e-wafa dety hain,
kitna khush rang tha wo pyaar ka mosam jana,
yad aty hain wo lamhay to rula dety hain,

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 10.0/10 (1 vote cast)
Naam likhty hain tera aur mita dety hain, un is di, 10.0 out of 10 based on 1 rating
Be Sociable, Share!
Submitted by: From Nosheen(Noshi) $ bewafa k liy (03465740074)