Azziyaton sey nikalney ka mashwara deta

November 6th, 2009     Cool SMS

Azziyaton sey nikalney ka mashwara deta

Main os ka tha tou nahi phir bhi hosla deta

Kisi azaab sey kam tou nahi hai khush rehna

Dua ke naam pey kyon os ko bd-dua deta.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Be Sociable, Share!
Submitted by: Irfan_mughal 0321-75-58-733 (Irfan_mughal_scorpio@yahoo.com)