S.R-C

January 18th, 2011     Funny SMS

Bacha apni ami se gol gapy wala aya hai mein gol gapy khaon ga.
Maa:haan tu beta ye lo paise aur gol gapy le aao.

Bacha:nahi ami aap b chalein
Maa:kyun beta
Bacha:gol gapy wala kehta hai

aana baabo aanna gol gapy khana
gol gapy khana ammi jaan ko bhi lana:)

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 6.8/10 (31 votes cast)
S.R-C, 6.8 out of 10 based on 31 ratings
Be Sociable, Share!
Submitted by: S.R-C