mohabbet ki saza

May 25th, 2011     Love SMS

Asy bhe mohbat ke saza dati hai dunia
mar jay to jeny ke dua dati hai dunia

hum kon say momin thay jo ilzam na shaty
pathar ko bagwaan bana dati hai dunia

karo na naaz hatoo ke lakiro pay itna faqiroo
hathoo ke lakiro ko mita dati hai dunia

ya zakham mohbat ka hai dekhana na kese ko yaroo
la k sary bazaar saja dati hai ya dunia

marny k liya karti hai majboor to lakin
jeeny k tarqy sikha dati hai ya dunia
asy bhe mohbat ke saza dati hai dunia

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 7.8/10 (15 votes cast)
mohabbet ki saza, 7.8 out of 10 based on 15 ratings
Be Sociable, Share!
Submitted by: ansar