Kaya karna

September 11th, 2011     Love SMS

Koi gazal suna k kaya karna.
Yoon baat barrha k kaya karna
tum mery thy tum mery ho
dunia ko bata k kaya karna

tum ehad nibhao chaahat say
koi rasam nibha kar ksaya karna

tum khafa bhi sachy lagty ho

pher tum ko mana kar kaya karna

tery dar pe aa k beithy hain
ab ghar ja kar kaya karna din yaad sy acha guzry ga
pher tum ko bhula kar kaya karna

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 6.4/10 (19 votes cast)
Kaya karna, 6.4 out of 10 based on 19 ratings
Be Sociable, Share!
Submitted by: Sweet chanda