Ghazal

November 4th, 2011     Love SMS

Ghazal

kehna ghalat ghalat to chupana sahi sahi,
Qasid kaha jo us ne batana sahi sahi,
Yeh subha chehre ki ranjat uttari hai,
kal raat tum kahan thay btana sahi sahi,
Dil le kay mera hath main kehtay hain mujh sey wo,
kia lo jay is ka dam btana sahi sahi,
Ankhain milao ghair sey, do hum ko jam mey,
Saqi
tumhain kasam hai pilana sahi sahi,
faisal
03152540026

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 7.7/10 (6 votes cast)
Ghazal, 7.7 out of 10 based on 6 ratings
Be Sociable, Share!
Submitted by: Faisal