Ghazal

December 28th, 2011     Love SMS

GHazal
Chahat ki mehfil main bulaya hai kisi nay…
Khud bula kar phir sataya hai kisi nay…
Jab tak jali hai shama jalta raha har parwana…
Kia is tarhan sath nibhaya hai kisi nay…
Armaan merey raiza raiza hogay hain…
Yun kal kay aangan sey giraya hai kisi nay…
Aag lagi hai dasht main koi kia bhujhay ga…
Dil is tarhan sey aaj jalaya hai kisi nay…
Dil rota hai raat bhar kisi ko yaad kar kay…
Is tarhan ulfat main zakham khaya hai kisi nay…
Sangdil jo tha aaj woh bhi ro para…
Us ko bhi tarpaya hai kisi nay…
Faisal
03152540026

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 6.7/10 (20 votes cast)
Ghazal, 6.7 out of 10 based on 20 ratings
Be Sociable, Share!
Submitted by: Faisal