Tum bin jena esa hai

January 6th, 2012     Love SMS

Tum bin jena esa hai

Zehar ko pene jesa hai

Tum se bichar ke zinda rehna,

Hum se pucho kesa hai.

Mera tum ko takty rehna,

Chand ko takne jesa hai.

Tera hans ke batain karma,

Khilte pholon jesa hai.

Badal tere pyaar ka hamdam,

Aaj to khul ke barsa hai.

Chand ki nazrein jhuk jati hain,

Yaar mera to esa hai. . .
irfan niz 03363721861

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 7.1/10 (45 votes cast)
Tum bin jena esa hai, 7.1 out of 10 based on 45 ratings
Be Sociable, Share!
Submitted by: irfan niz