Ab agar aao

February 21st, 2012     Love SMS

Ab agar aao to janay kay liay mat aana…

Sirf ahsaan jatanay kay liay mat aana…

Mainay palko0n pe tamannaein saja rakhi hain…

Dil par umeed ki 100 rasmain jala rakhi hain…

Yeh haseen shamain bhujanay kay liay mat aana…

Pyar ki aag main zanjeer pighal sakti hai…

Chahnay wal0n ki takdeer badal sakti hai…

Ho0n bebas yeh batanay kay liay mat aana…

Mujh sey milnay ki agar tum ko nhi chahat koi…

Tum sirf rasmain nibhanay kay liay mat aana…
Faisal 03152540026

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 8.3/10 (4 votes cast)
Ab agar aao, 8.3 out of 10 based on 4 ratings
Be Sociable, Share!
Submitted by: Faisal