agar yakeen nahi ataa to aazmaaye mujhe

January 13th, 2008     Love SMS

agar yakeen nahi ataa to aazmaaye mujhe
woh aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe
azab chirag hoon din raat jalti rehti hoon
main thak gayi hoon hawa se kaho bujhaye mujhe

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Be Sociable, Share!
Submitted by: jahangir malik (0300-334-345-6338121)