Chand ki kirno jao na usko choo kar aao na,

March 12th, 2008     Urdu SMS

Chand ki kirno jao na usko choo kar aao na,
Wo kab kya kya karta hai,
Wo jagta hai ya sota hai,
Wo kisse baatein karta hai,
Wo shaam ko kaisa lagta hai,
Wo raat ko kaisa dikhta hai,
Jab soey kaisa lagta hai,
Jab jaagey kaisa lagta hai

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Be Sociable, Share!
Submitted by: Chand03066351912/0459701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 6351912)