A moj-e-saba kuch tu hi bata,

May 20th, 2008     Urdu SMS

A moj-e-saba kuch tu hi bata,
wo dost hamara kaisa hai?
Jo bhool chuka hai kab say hamein,
Wo jaan say piyara kaisa hai?
Kiya us k jeevan lamhon mein,
Koi lamha mera baqi hai?
Kiya us ki jaagti aankhon mein,
Meri yaad abhi bhi aati ha

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 10.0/10 (1 vote cast)
A moj-e-saba kuch tu hi bata,, 10.0 out of 10 based on 1 rating
Be Sociable, Share!
Submitted by: Iftikhar Alam 0346-3550943 (casio1112_sony1224@hotmail.com)