Latest SMS Messages
Majboriyan bhi us ko apni bata chuka hon
Majboriyan bhi us ko apni bata chuka hon
phir bhi samjh raha nazdeek Aa chuka hon
tujh ko yakeen na aye shayed yakeen na aye
Mai teri zindagi sey sach much ka ja chuka hon.
jab zindagi ka koi bharosa nahi raha
jab zindagi ka koi bharosa nahi raha
kis mou sey mai kahon ke tera sath chahiye
Maani badal ke rakh diye hijar-o-visaal key
kuch sharm tujh ko gardish-e-halaat chahiye.
woh kalm ki nouk thi machis ki teeli tou na thi
woh kalm ki nouk thi machis ki teeli tou na thi
.
mai ney tera naam kya likha ke safha jal gaya.
Mai pochon bewafai ka sabab tou kuch nahi kehta
Mai pochon bewafai ka sabab tou kuch nahi kehta
magr us but ki Ankhon ki wazahat jaag uthti hai
sulana chahte ho kyon hamesha ke liye mujh ko
mere uthney se kya koi qayamat jaag uthti hai.
sakon ka aik lamha bhi nahi milta Irfan mujh ko
sakon ka aik lamha bhi nahi milta Irfan mujh ko
.
.
.
mohabat ko sulata hon tou nafrat jaag uthti hai.
wo Ankhen band karta hai tou cha jati hai tareeki
wo Ankhen band karta hai tou cha jati hai tareeki
wo Ankhen khol kar dekhe tou kismat jaag uthti hai
mujhe ehsas tak nahi hota ke wo bhi tha koi
magr jab bholna chahon tou mohabat jaag uthti hai.