Urdu SMS
mere ujarny ka sabab jab b kisi ne pocha to…
mere ujarny ka sabab jab b kisi ne pocha to…
bulbul
main ny bs itna bataya k mohabbat ki thi
wo or ko chahta raha or mujy apni muhbat ka yaqeen
wo or ko chahta raha or mujy apni muhbat ka yaqeen dilata raha.
hum nadan thy wo taslyan or dalsy k sath dhoky b dta raha.
Mat kr itna guror apne Aap par
Mat kr itna guror apne Aap par
" INSAN""
na jane khuda ne kitne tere jese bna bna k mita diye….!
Unkee galiyon say jub guzray tou manzar ajeeb thaa
Unkee galiyon say jub guzray tou manzar ajeeb thaa,
Dard thaa magar woh dil kay kareeb thaa,
Jisay hum dhoond tay thay apnay haathon kee lakiroon main
Wo kisee doosray kee kismat, kisee aur ka naseeb thaa.
Zindagee Kee Hasseen Rahon Per
Zindagee Kee Hasseen Rahon Per
Apnaa Daaman Sadaa Bachayaa Hei
Her Qadam Phoonk Phoonk Ker Rakhaa
Her Qadam Per Faraib Khayaa Hei
Her Subah Nikal Partaa Hy Jo Khud Kee Talaash Mein
Her Subah Nikal Partaa Hy Jo Khud Kee Talaash Mein.
Voh Khoyee Huee See Ek Pahchan Hoon Mein.
Naa Ankhon Me Khawaab Heyn Na Dil Mein Tammannaa Koee.
Apnee Banayee Huee Raahon Sey Hee Anjaan Hon Mein.
Meri chahat main khot to ni shamil
Meri chahat main khot to ni shamil
Phr kun wo bar bar azamaye mujhe?
Dil us ke yaad say ik pal b ni gaffil,
Phir kaisy mumkin hy wo bhool jiye mujy?
har bar mangti ha naya chashm-e-yar dil
har bar mangti ha naya chashm-e-yar dil
ik dil k kis tarah se banaun hazar dil
pucha jo us na talib-e-roz-e-jaza ha kaun
nikla meri zaban se be-ikhtiyar dil
May 27th, 2010