Urdu SMS
Dhal gya aaftab Naveed.
Dhal gya aaftab Naveed.
La Pila Sharab Naveed.
yaa surahi lga meray monh se.
ya ulta de naqab Naveed.
mekda chorr ke khahn jaon.
hai zamana khrab Naveed.
jaam bhar de gunah garon k.
yeh b hah ik sawab Naveed.
ajj peenay dy or peena
Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyu Nahi Dete,
Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyu Nahi Dete,
Jo Jaa Chuka Hai Us Ko Bhula Kyu Nahi Dete.
Mujrim Hoon Main Tera Mujhe Itna To Bata,
Khamosh Khade Hu Saza Kyon Nahi Dete.
aaj pyara sa ek dost bhut yaad aaya
aaj pyara sa ek dost bhut yaad aaya
acha guzra hoa kuch waqt bhut yaad aaya
jo mere dard ko apne seney me chupa leta tha
aaj jab dard hoa to wo bhut yaad aaya………..
Yeh duniya hy yahan pay yeh tamasha ho bhi sakta hy,
abhi jo ghum humara hy tumhara ho bhi sakta hy,
tum apnay aap ko hargiZ koi ilzaam mat dena,
yeh sauda hy mohabat ka khasara ho bhi sakta hy
Tanhai me teri yaad aaj bhi aksar aati hai
fark bas itna hai ki
pahle teri berukhi per rulati thi
ab meri bewakoofi per hasati hai
phirta hy to phirny do issy azaad fizaun main,
phirta hy to phirny do issy azaad fizaun main,
ek ghum hi to iss dunya main azaad bahut hy!
bara munsif mizaj hay ye America
bara munsif mizaj hay ye America
bazm e sheikh sab ko piyar deta hay
kisi ko hamla kerne ke liye deta hay MIZAIL
kisi ko in se bachne ke liye RADAR deta hay
May 9th, 2010